> History of Psychology , Psychology fact hindi muh

Introduction; aaj hm bat krne wale hai Psychology kiya hai, or history of Psychology and father of Psychology kon h? Psychology fact in hindi ham in sabhi ke bare me is article me detail me janne wale hai.

 What is Psychology ?

Psychology humen ki mentally process ki study ko kehte hai. Gerit ke according psychology word letin language ke two words psyche or logos se bna hai. 'Psyche' ka mean "aatma" or 'logos' ka mean study hai. Is trha psychology aatma ke adhyan ko bolte hai. Special person ke behaviour ko smjhne ke liye psychology ka knowledge hona jaroori hai.

History of Psychology



 History' of Modern psychology -

 

Psychology modern period ki latest vidha hai. Wese to psychology ki shuruaat unaan me 2000 year pehle hui thi. pleto or arstu ke articles se hm dekhte hai . Medieval period me chintan ki urop me kmi ho gai thi. Modern period me Psychology ki shuruaat eesha ki 18 sentuary me hui.

Psychology ka Independent existence 19 v sentuary me aaya .

Modern Psychology search  treatment science ke workers ki den hai . In searcher ki shuruwat dr. Frayad ne ki thi. Dr frayad bhi pehle  body treatment  worker th.  


History of Psychology-


 William James jinhe father of Psychology bhi kaha jata hai. Inhone shiksha ke area me training ki thi. Isnhone h Psychology ko philosophy se alg kiya. William James ne psychology pr ek book bhi likho jiska naam PRINCIPAL OF PSYCHOLOGY  hai . 1890 me James ki book PRINCIPAL OF PSYCHOLOGY Release hui. Jisne Psychology ke area me revolution hi macha diya.



 Pre scientific period me psychology ka ek branch th. Jb Wilhelm wundt ne ( 1879 ) me first lab open kiya th. 

Psychology, philosophy ke area se niklkr ek indipendent science ka status pane me capable ho ska.

Psychology pr Scientist trend ke sath sath philosophy ka bhi dark effect pda hai. Reality me Scientific tradition baad me aarambh hui. Pehle to practical ki jagha Exchange of view or thinking problem ko solve krne ki vidhiya thi.



Psychological problems ke Scientific study ka shuraat-

Psychologist problem ke scientist study ka shuruaat unake formal look aane ke baad pahale se ho chuka tha. 1834 mein vebar ne Ascent related apne experimental research ko ek book roop mein Release kiya.  1831 mein pheknar svayan ekadish dhaara vidyut ke maapan ke vishay par ek very important article Release kar chuke the. kuchh years baad  1847 mein helmo ne energy protection par apana sciencetific article logon ke saamane rakha. isake baad 1856 ee, 1860 ee tatha 1866 ee mein unhonne "optik" naamak book 3 part mein release kee. 1851 ee tatha  1860 ee mein pheknar ne bhee psychologist drshti se do mahatvapoorn granth ( zend aavesta or elimente deyar ) prakaashit kie.


Vunt ne anginat sciencetific article or book likh kr  Psychology ko dhundhle atmosphere se bahar nikala.  

Is trha shuruaat hui Psychology ki!!


Psychology ke jabradst fact ✓


1) 2 week tk apne left hand se denik kaam kre like-  darwaza kholna, brush krna,  isse self control me sudhar aata hai.

2) Psychology kehta hai long time tk akele rehna din me 15 cigrate peene ke brabr hai. Awsm na?

3) Psychology kehta hai sone se pahale aapake dimaag mein antim vyakti aapakee khushee aur aapake dard ka kaaran hai

4) Psychology kehta hai traivaling brain activity ko increase kr deta hai aur dipression ko km karata hai isalie jitna ho sake aap healthy aur happy life jeene ke lie Anjaan jagah par jaen.

5) Psychology kehta hai agr aap ye chate ho ki samne wala aapki baat dhiyan se sune to baat ki shuruaat is sentence se kro " me aapko ye btana to nhi chata th "...

6) Psychology kehta hai jab pyar me do log ek dusre ki ankho me dekhte hai to unka dil joro se dhatkta hai.

7) humen Psychology ke according aap jin logo ke sath rehte hai aapki sochne or kaam krne ki kshmta un jesi hi ho jati hai.

8) bht se log jab ajeeb stuation me hote hai to vo khuch pdne or dekhne ka bahana krte hai.

9) aap me se bht sare log gana gate honge, Psychology ke according yh prove hai ki gana gane se anxiety and stree se chhutkara milta hai.

10) agr aap hamesha yahi sochte rahenge ki log kiya kahenge toh aap kabhi khush nhi rahenge.

11) bht bar samne wala aapki baat ka reply isliye bhi nhi krta kuki use lgta hai aap use smjhne ke layak nhi hai.

12) jin logo me self confidence km hota hai vo aksar dusro me bht kamiya nikalte hai.

13) Psychology kehta hai agr aap apne favrt song ko apna alarm bna lete hai to aap us song ko na pasnd krne lgte hai.

14) body ke every cells pr hamare thought ka asar pdta hai.

15) srf ek hour tk headphones ka use krne se  aapke kani me backteria 700 guna bd jata hai.


"Psychology Psychology Psychology Psychology Psychology Psychology Psychology Psychology Psychology"


Hamne jana historry of Psychology and fact about Psychology in Hindi to kesi lgi aapko hamari ye post?


Post a Comment

Hey guys!
If you any doubts lets me know
Thank you!

Previous Post Next Post